Usne kaha tu kaun haiMaine kaha ulfat teriUsne kaha tu kaun haiMaine kaha ulfat teriUsne kaha takta hai kyaMaine kaha soorat teriUsne kaha chahta hai kyaUsne kaha chahta hai kyaMaine kaha chahat teriMaine kaha samjha nahinUsne kaha kismat teriEk hamein aankh ki ladaai maar gayiDoosri yeh yaar ki judaai maar gayiTeesri hamesha ki tanhaai maar gayiChauthi yeh khuda ki khudai maar gayiBaaki kuchh bacha to Mehangai maar gayiMehangai maar gayiBaaki kuchh bacha to mehangai maar gayiMehangai maar gayiEk hamein aankh ki ladaai maar gayiDoosari yeh yaar ki judaai maar gayiTeesri hamesha ki tanhaai maar gayiChauthi yeh khuda ki khudai maar gayiBaaki kuchh bacha to mehangai maar gayiMehangai maar gayiBaaki kuchh bacha to mehangai maar gayiMehangai maar gayiTabiyat theek thi aur dilTabiyat theek thi haanTabiyat theek thiTabiyat theek thi haan haanTabiyat theek thi aur dil bhiAaha dil bhi, aji dil bhi bekarar na thaHo tabiyat theek thi aur dil bhi beqarar na thaYeh tab ki baat hai, haan haan baat haiYeh tab ki, yeh tab ki haan haanTabiyat theek thi aur dil bhi bekarar na thaYeh tab ki baat hai jab kisi se pyaar na thaJab se preet sapnon mein samaai maar gayiMan ke meethe dard ki gehraai maar gayiNainon se yeh nainon ki sagaai maar gayiSoch soch mein jo soch aayi maar gayiBaaki kuchh bacha to mehangai maar gayiMehangai maar gayiBaaki kuchh bacha to mehangai maar gayiMehangai maar gayiKaise waqt mein haaye haaye kaise waqt meinKaise waqt mein haaye kaise waqt meinAa ke dil ko dil ki lagi bimaariKaise waqt meinKaise waqt mein aa ke dil ko dil ki lagi bimaari
Mehangai ke daur mein ho gayi mehangi yaar ki yaariKaise waqt meinDil ki lagi dil ko jab lagaai maar gayiDil ne di jo pyaar ki duhaai maar gayiDil ki baat duniya ko bataai maar gayiAur dil ki baat dil mein jo chhupaai maar gayiBaaki kuchh bacha to mehangai maar gayiMehangai maar gayiBaaki kuchh bacha to mehangai maar gayiMehangai maar gayiPehle mutthi vich paise lekarPehle mutthi mein paise lekarThaila bhar shakkar laate theAb thaile mein paise jaate hainMutthi mein shakkar aati haiHaaye mehangai, mehangai, mehangaiDuhaai hai duhaai, hai duhaai, hai duhaaiTu kahan se aayi tujhe kyon maut na aayiHaaye mehangai, mehangai, mehangaiShakkar mein yeh aate ki milaai maar gayiPowder waale doodh di malaai maar gayiRaashan waali lain ki lambaai maar gayiJanta jo cheekhi chillaai maar gayiBaaki kuchh bachche ya mehangai maar gayiMehangai maar gayiBaaki kuchh bacha to mehangai maar gayiMehangai maar gayiGareeb ko to bachche ki padhaai maar gayiPadhaai maar gayiBeti ki shaadi aur sagaayi maar gayiSagaayi maar gayiKisi ko to roti ki kamaai maar gayiKapde ki kisi ko silaai maar gayiKisi ko to roti ki kamaai maar gayiKapde ki kisi ko silaai maar gayiHo kisi ko makaan ki banwaai maar gayiJeevan de bas teen nishan roti, kapda aur makaanRoti, kapda aur makaanRoti, kapda aur makaanDhoondh dhoondh ke har insaanDhoondh dhoondh ke har insaanKho baitha hai apni jaanJo sach sach bola to sachchaai maar gayiSachchaai maar gayiSachchaai maar gayiAur baaki kuchh bacha to mehangai maar gayiMehangai maar gayiAur baaki kuchh bacha to mehangai maar gayiBaaki kuchh bacha to mehangai maar gayiBaaki kuchh bacha to mehangai maar gayiBaaki kuchh bacha to mehangai maar gayi