मी अँड माय पेन me and my pen song is sung by and . Record label of this song is Zee Music Company. This song is penned by and composed by . It is produced by Toon53 Productions. This song was released on 25 May 2020.
Composer - Raftaar & Shah Rule
Singers - Raftaar & Shah Rule
Lyricist - Raftaar & Shah Rule
Programming - Sdot Fire & Tom Enzy
Filmed By - Himanshu Tyagi
Ye bole dilin dilin
Ab dekho dilin is killin it
Door se aate jo milne
Milke bole, yo bro i’m feelin it
O tere gaane end katil teri ye pen sabka sukriya
O tere gaane end katil teri ye pen sabka sukriya
Dilin nair is raftaar’s real name

Ye bole dilin dilin
Ab dekho dilin is killin it
Door se aate jo milne
Milke bole, yo bro i’m feelin it
O tere gaane end katil teri ye pen sabka sukriyaa
O tere gaane end katil teri ye pen

Haan ji haan ji chahunga main farmana
Ki likhne se matlab hai
Dikhne se matlab hai
Likhne se dikhne pe mile jo dhan
Usse mere saare poore ho jaate maqsad hain
Hoon main mutaasir par main hi munasib
Media mein khalid par dil se main ghalib
Walid mere ab taarifein kare
Bole socha nahin tha ki niklega wajib
Ki ghar main chala dunga ghar me chala dunga

Apna hi nahin main auron ka bhi
Apne paraye aur choron ka bhi
Hisaab videsh ke dauron ka nahin
Qissa hai baaton ka shoron ka nahin
Masla hai sach ka chichoron ka nahin
Ye apni hi soche bas auron ka nahin
Ye desi rap hai kaale goron ko nahin

Ye bole dilin dilin
Ab dekho dilin is killin it
Door se aate jo milne
Milke bole, yo bro i’m feelin it
O tere gaane end katil teri ye pen sabka sukriya
O tere gaane end katil teri ye pen sabka sukriya

Ye bole dilin dilin
Ab dekho dilin is killin it
Door se aate jo milne
Milke bole, yo bro i’m feelin it
O tere gaane end katil teri ye pen sabka sukriya
O tere gaane end katil teri ye pen!

Jisne bhi pakki siyahi se naam likhaya
Ya chhati pe banwaya chehra mera
Hai jisne bhi dil se hai samjha mujhe
Unse mile bina rishta gehra mera
Sar na jhukega sar na jhukega
Khud hi likhega ye sar na rukega
Lohe ko baaton se dunga gala
Khud ko hi roz main deta salaah hu
Ke apne se chhote mein taakat bharo
Mata pita ki hifajat karo
Bujdil nahin ke himakat karun
Balki baaki main sacchi sahadat karun
Ghar pe daawat rakhun, sabko bulaaun
Main sadko pe gaau naa sadko pe aaun
Dil na dukhau, na ab sataau
Main chala bhi jaaun to yaad main aaunga

Ye bole dilin dilin
Ab dekho dilin is killin it
Door se aate jo milne
Milke bole, yo bro i’m feelin it
O tere gaane end katil teri ye pen sabka sukriya
O tere gaane end katil teri ye pen sabka sukriya

Ye bole dilin dilin
Ab dekho dilin is killin it
Door se aate jo milne
Milke bole, yo bro i’m feelin it
O tere gaane end katil teri ye pen sabka sukriya
O tere gaane end katil teri ye pen

Young boys is talkin way too much
Black labels on my cds
Dekhunga main bhi again
But i just need my pen
But i just need my pen
All i need is my pen
I’m defend
All i need is my pen
When they see who winnin’
They say every verse…