Me and my pen song is sung by and . Record label of this song is Zee Music Company. This song is penned by and composed by . This song was released on 13 Apr 2020.
Released on: 2020-04-13
Artist: Raftaar
Artist: Shah Rule
Composer: Raftaar
Lyricist: Raftaar
Ye Bole Dil Ne Vil Ne
Apne Ko Dil Ne Kill Ne
Door Se Aate Jo Milne
Milke Bole Woh Problem Phir Lene

Wo Tere Gaane Hain End
Kaatil Teri Yeh Pen
Sabka Shukriya

Wo Tere Gaane Hain End
Kaatil Teri Yeh Pen
Sabka Shukriya

Ye Bole Dil Ne Vil Ne
Apne Ko Dil Ne Kill Ne
Door Se Aate Jo Milne
Milke Bole Woh Problem Phir Lene

Woh Tere Gaane Hain End
Kaatil Teri Yeh Pen
Sabka Shukriya

Woh Tere Gaane Hain End
Kaatil Teri Yeh Pen

Haanji Haanji Chahunga Main Farmana
Ke Likhne Se Matlab Hai
Dikhne Se Matlab Hai
Likhne Se Dikhne Pe Mile Jo Dhan
Uss Se Mere Saare Poore Ho Jaate Maksad Hain

Hu Main Mutasir Par Main Hi Munasib
Media Mein Khalid Par Dil Se Main Ghalib
Walid Mere Ab Tareefein Karein
Bolein Socha Nahi Tha Ke Niklega Wajib

Ke Ghar Mein Chala Dunga
Apna Hi Nahi Main Auron Ka Bhi
Apne Paraye Aur Choron Ka Bhi
Hisab Videsh Ke Dauron Ka Nahi
Kissa Hai Baatom Ka Shoron Ka Nahi
Masla Hai Sach Ka Chhichhoron Ka Nahi
Ye Apni Hi Sochein Bas Auron Ka Nahi
Ye Desi Rap Hai Kaale Goron Ko Nahi

Yeh Bole Dil Ne Vil Ne
Apne Ko Dil Ne Kill Ne
Door Se Aate Jo Milne
Milke Bole Wo Problem Phir Lene

Woh Tere Gaane Hain End
Kaatil Teri Ye Pen
Sabka Shukriya

Woh Tere Gaane Hain End
Kaatil Teri Ye Pen
Sabka Shukriya

Yeh Bole Dil Ne Vil Ne
Apne Ko Dil Ne Kill Ne
Door Se Aate Jo Milne
Milke Bole Wo Problem Phir Lene

Wo Tere Gaane Hain End
Kaatil Teri Yeh Pen
Sabka Shukriya

Woh Tere Gaane Hain End
Katil Teri Ye Pen

Jisne Bhi Pakki Siyahi Nama Likhaya
Ya Chhati Pe Banwaya Chehra Mera
Ke Jisne Bhi Dil Se Hai Samjha Mujhe
Unse Mile Bina Rishta Gehra Mera

Sar Na Jhukega, Sar Na Jhukega
Khudi Likhega Ye Sar Na Rukega
Lohe Ko Baaton Se Dunga Gala
Khud Ko Hi Roz Main Deta Salaah Hu

Ke Apne Se Chhot Emein Taakat Bharo
Mata Pita Ki Hifajat Karo
Buzdil Nahi Ke Himakat Karun
Banke Baaki Main Sachchi Sahadat Karun

Ghar Pe Daawat Rakhun Sabko Bulaun
Main Sadkon Pe Gaaun Na Sadkon Pe Aaun
Dil Na Dukhaun Na Apne Sataun
Main Chala Bhi Jaaun To Yaad Mein Aaun

Ye Bole Dil Ne Vil Ne
Apne Ko Dil Ne Kill Ne
Door Se Aate Jo Milne
Milke Bole Wo Problem Phir Lene

Wo Tere Gaane Hain End
Kaatil Teri Yeh Pen
Sabka Shukriya

Wo Tere Gaane Hain End
Kaatil Teri Yeh Pen

—————
[English Vocal]