mat ro mat ro, mat ro mat ro mat ro mat ro, aaj radhike sun le baat hamari tu sun le baat hamari jo dukh se ghabdaya hain wo nahi hain hind ki naari wo nahi hain hind ki naari mat ro mat ro, mat ro mat ro bharat ki naari ki aankhe sab aankho se nyari sab aankho se nyari uske har ansu me jhalkti pyaar ki ek fulwari pyaar ki ek fulwari asha ki dor se badhane baithi jaivan ki lachari jo dukh se jo dukh se ghabdaya hain wo nahi hain hind ki naari wo nahi hain hind ki naari mat ro mat ro, mat ro mat ro
apane man me diya jala ke, kar le ujala gori kar le ujala gori dil ek upar pathar rakh le, rona hain kamjori rona hain kamjori chupke chupke dukh sah legi, tu kar le taiyari jo dukh se jo dukh se ghabdaya hain wo nahi hain hind ki naari wo nahi hain hind ki naari mat ro mat ro, mat ro mat rokiska chala hain bhor bhagya par, rakh tu hari pe bharosa rakh tu hari pe bharosa har jivan thaali me to dhndhe, dukh bhi yaha hain parosa dukh bhi yaha hain parosa pata nahi kis bhesh me data, karde madad tumhari jo dukh se jo dukh se ghabdaya hain wo nahi hain hind ki naari wo nahi hain hind ki naari mat ro mat ro, mat ro mat romat ro mat ro, aaj radhike