Mat Bhul Kabhi Nadaan Lyrics - Mangala | Agha | David | Ranjan | Shamshad
in Movies
Watch the Video
Song Information
Mat bhul kabhi nadaan song is from Mangala (1950) and it is sung by Shamshad.It stars Agha, David, Ranjan, Badri Prasad in leading roles. This song is penned by Pandit Indra Chandra and composed by Balkrishna Kalla, Emani Sankara Sastry, M.D. Parthasarathy. It is produced by Vaasan M.S. This song was released on 12 Feb 1950.
Lyrics
Mat bhul kabhi nadan
Mat bhul kabhi nadan
Tujhe baat nibani hai
Ab kya ye nadani hai
Kyu aankh mein pani hai
Main baith kabhi ae dil
Kismat ke baroshe tu
Main baith kabhi ae dil
Kismat ke baroshe tu
Himmat se bade jana
Himmat se bade jana
Jo bigadi banai hai
Uth poch jara aanshu
Batla de tu duniya ko
Ujhadi hui raho mein
Manzil ki nishani hai
Ujhadi hui raho mein
Manzil ki nishani hai
Mat bhul kabhi nadan
Tujhe baat nibani hai
Khamosh nigaho mein
Hai shor kayamat ka
Khamosh nigaho mein
Hai shor kayamat ka
Simati hui baho mein
Bijali ki ravani hai
Dil todd ke baithi to
Sab log kahenge yu
Dil todd ke baithi to
Sab log kahenge yu
Khayi thi kasam jhuthi
Ye uski kahani hai
Khayi thi kasam jhuthi
Ye uski kahani hai
Mat bhul kabhi nadan
Tujhe baat nibani hai.