Mast Maula Lyrics - Siddharth Slathia

2018

Lyrics

Socha na tha
Dil mera mujhse karega yun daga
Socha na tha
Kyun kaise kab aur kahaan kya ho gaya

Shaayad jo hua pehle na hua
Kiski thi dua, yeh dua..

Mast maula, mast maula
Mast maula ho gaya hun main
Mast maula, mast maula
Mast maula ho gaya hun main

Ho uljhe uljhe kuch suron se hi ban gayi
Dhun pyaari si
Ho suljhe suljhe haal hain yun door hui
Bezaari si

Khoya kya, khoya kya jaane kya mil gaya
Jaanu main, jaanu main bas mera dil gaya
Dil gaya haan..

Mast maula, mast maula
Mast maula ho gaya hun main
Mast maula, mast maula
Mast maula ho gaya hun main