Masoom Dil Ke Dard Lyrics - Kumar Sanu
in Albums
Watch the Video
Song Information
Masoom dil ke dard song is from Sadma (2001) and it is sung by Kumar Sanu. This song is penned by N/A and composed by Jeetu, Tapan. This song was released on 01 Jan 2018.
Lyrics
Masoom dil ke dard ka
Sadma zaroor tha
Masoom dil ke dard ka
Sadma zaroor tha
Kuch bhi kaho ab umra
Bhar apna zaroor tha
Apna zaroor tha
Masoom dil ke dard
Ka sadma zaroor tha
Sadma zaroor tha
Ab iske shiva aur humein
Kuch bhi nahi yaad
Ab iske shiva aur humein
Kuch bhi nahi yaad
Yaadon ko humne ik
Jagah rakha zaroor tha
Rakha zaroor tha
Masoom dil ke dard ka
Sadma zaroor tha
Sadma zaroor tha
Dariya e gham ki mitti
Mein ab tak hain aag si
Dariya e gham ki mitti
Mein ab tak hain aag si
Shaayad yahan pe ek
Din sehara zaroor tha
Sehara zaroor tha
Masoom dil ke dard ka
Sadma zaroor tha
Sadma zaroor tha
Woh ek ajeeb shks tha
Hasta tha saara din
Woh ek ajeeb shks tha
Hasta tha saara din
Lekin woh raat raat
Bhar rota zaroor tha
Rota zaroor tha
Masoom dil ke dard
Ka sadma zaroor tha
Sadma zaroor tha
Ab jaan liya duniya ne
Ulfat ke raaz ko
Ab jaan liya duniya ne
Ulfat ke raaz ko
Dil hi to dil hain ye
Zor se dhadka zaroor tha
Dhadka zaroor tha
Masoom dil ke dard ka
Sadma zaroor tha
Sadma zaroor tha
Sadma zaroor tha.