Kya kahoon main tumhein song is from and it is sung by . This song is penned by and composed by . This song was released on 01 Jan 2018.
Kya kahoon main tumhein
aur kya na kahoon
Kya kahoon main tumhein
aur kya na kahoon
Bhul kar bhi magar
bewafa na kahoon
Bhul kar bhi magar
bewafa na kahoon
Kya kahoon main tumhein
aur kya na kahoon


Umra bhar main
wafao ka kaidi raha
Umra bhar main
wafao ka kaidi raha
Umra bhar main
wafao ka kaidi raha
kya ise saadagi ki
saza na kahoon
kya ise saadagi ki
saza na kahoon
Kya kahoon main tumhein
aur kya na kahoon


Rang kaala mehek
pehali barasaat ki
Rang kaala mehek
pehali barasaat ki
Rang kaala mehek
pehali barasaat ki
Main teri jhulf ko
kyun ghata na kahoon
Main teri jhulf ko
kyun ghata na kahoon
Kya kahoon main tumhein
aur kya na kahoon


Mushkile aur badh jaayegi aaj ki
Mushkile aur badh jaayegi aaj ki
Mushkile aur badh jaayegi aaj ki
Aadmi ko agar main
khuda na kahoon
Aadmi ko agar main
khuda na kahoon
Kya kahoon main tumhein
aur kya na kahoon


Zindagi ek achhai de de mujhe
Zindagi ek achhai de de mujhe
Zindagi ek achhai de de mujhe
Main kisi bhi bure
ko bura na kahoon
Main kisi bhi bure
ko bura na kahoon
Kya kahoon main tumhein
aur kya na kahoon
Bhul kar bhi magar
bewafa na kahoon
Bhul kar bhi magar
bewafa na kahoon
Kya kahoon main tumhein
aur kya na kahoon.