Mann jaage saari raat, mera deewanaMann maane na ye baat, ke woh tha begana Hai khud se hi, khafa khafaKya chahiye? nahi pata! baawra!Paaya woh naa chaaha, chaaha woh naa paayaJiske peeche bhaage, woh saaya hai re saayaKya kya raste dhoonde! kya kya dukh na paaya!Par saaya thehra saaya ke haathon mein na aayaKoi subah, jo main uthuunBujhe agan, mile sukoon, baawaraGin.ta rehta taare lotun main angareKhud se ladta phirta yeh jag ko thokar maareKheenche-kheenche baithe, baithe-baithe bhaageNa sunta khud ke aage, yeh pagal ho gaya rePaaya woh naa chaaha, chaaha woh naa paayaJiske peeche bhaage, woh saaya hai re saayaKya kya raste dhoonde! kya kya dukh na paaya!Par saaya thehra saaya ke haathon mein na aaya
Hai zindagi muhaal kyun?Bana liya yeh haal kyun bata.Uljha-uljha rehta naa sunta naa kuch kehtaSooni sooni aankhon se reh reh paani behtaToote saare naate, haara main samjhateBichhde din aur saathi phir wapas nahi aateWapas nahi aate, wapas nahi aateYeh dard kyun? yeh pyaas kyun?Phira kare, udaas kyunYeh ranj kyun? talash kyun?Bata! baawaraThandi aahein bhar ke jeeta hai mar-mar kePyasa reh gaya hai yeh dariya se guzar keDhoke se nazar ke jhonke se umar keRet ke mahal sa, deh gaya hai bikhar ke Aaa aah aa.Mann jaage, jaage reMann jaageJaage jaage jaage baawara...