LyricsTashan

Mana Teri Nazar Mein Tera Pyar Hum Nahi Lyrics - Aahista Aahista | Kunal Kapoor | Padmini Kolhapure | Sulakshana Pandit

in Movies

Watch the Video

Song Information

Mana teri nazar mein tera pyar hum nahi song is from and it is sung by .It stars and in leading roles. This song is penned by and composed by . It is produced by Sibte Hasan Rizvi. This song was released on 01 Jan 2018.

Lyrics

mana teri nazar me tera pyar hum nahi
mana teri nazar me tera pyar hum nahi
kaise kahe ke tere
kaise kahe ke tere talabgar hum nahi
mana teri nazar me

tan ko jalake rakh banaya, bichha diya
tan ko jalake rakh banaya, bichha diya
lo ab tumhari raah me deewar hum nahi
lo ab tumhari raah me deewar hum nahi
mana teri nazar me

jisko nikhara humne tamanna ke khunse
jisko nikhara humne tamanna ke khunse
gulshan me us bahar ke hakdar hum nahi
gulshan me us bahar ke hakdar hum nahi
mana teri nazar me

dhoka diya hai khudko mohabbat ke naam par
dhoka diya hai khudko mohabbat ke naam par
ye kis tarah kahe ke gunhegar hum nahi
mana teri nazar me tera pyar hum nahi
kaise kahe ke tere
kaise kahe ke tere talabgar hum nahi
mana teri nazar me

Related Songs

More songs from Aahista Aahista (1981)
More songs of Kunal Kapoor
More songs of Padmini Kolhapure
More songs of Sulakshana Pandit