Sur Bin Taan Nahi Hai Lyrics - Payal Ki Jhankaar | Veena | Shyam | Komal Mahuakar | Sulakshana Pandit | Sulakshana Pandit (Sulakshana Pratap Narain Pandit)
in Movies
Watch the Video
Song Information
Sur bin taan nahi hai song is from Payal Ki Jhankaar (1980) and it is sung by Sulakshana Pandit and Sulakshana Pandit (Sulakshana Pratap Narain Pandit).It stars Veena, Shyam, Komal Mahuakar, Alankar in leading roles. This song is penned by Maya Govind and composed by Raj Kamal. It is produced by Tarachand Barjatya. This song was released on 01 Jan 2018.
Lyrics
sur bin taan nahi nahi rey sur bin taan nahi nahi rey
unka jiwan bhi kya jiwan unka jiwan bhi kya jiwan
jisme maan nahi sur bin taan nahi nahi rey
guru bin gayan nahi nahi rey guru bin gayan nahi nahi rey
bin suraj ke divas na hota bin suraj ke divas na hota
tujhko ko dhyan nahi guru bin gayan nahi nahi rey
sur bin taan nahi bin mosam gaye na koyaliya
bin gori baze na payaliya bin mosam gaye na koyaliya
bin gori baze na payaliya bin yoban ke jiwan aisa
jisme paran nahi sur bin taan nahi nahi rey
guru bin gayan nahi mosam ki mohtaj na koyal
mosam ki mohtaj na koyal pairo ki mohtaj na payal
mosam ki mohtaj na koyal pairo ki mohtaj na payal
yovan char dino ka pawan kar abiman nahi
guru bin gayan nahi nahi rey sur bin taan nahi