Man Prem Ki Jyot Jala Sajni Lyrics - Prithviraj Kapoor | Jagdish Sethi | Trilok Kapoor | Pahadi Sanyal | Uma Shashi

1937

Lyrics

Man prem ki jyot jala sajni ee
Nainan mein pee ko bula sajni
Man prem ki jyot jala sajni ee
Nainan mein pee ko bula sajni

Hriday mein unhen bulaana hai
Neet ut snaan karaana hai
Hriday mein unhen bulana hai
Neet ut snaan karaana hai
Nainan se neer baha sajni
Nainan se neer baha sajni
Mann prem ki jyot jala sajni
Man prem ki jyot jala sajni
Nainan mein pee ko bula sajni
Khoye huye ko paana hai
Jo khoye huye ko paana hai
Jo preet ki reet nibhaaana hai
Khoye huye ko paana hai
Jo khoye huye ko paana hai
Jo preet ki reet nibhaana hai
Jeete ji mar ja sajni
Phir jeete ji mar jaa sajni
Nainan mein pee ko bula sajni
Nainan mein pee ko bula sajni
Phir jeete ji mar jaa sajni
Phir jeete ji mar jaa sajni
Nainan mein pee ko bula sajni
Nainan mein pee ko bula sajni.