Main tujhe pyar karu hardam song is from and it is sung by . This song is penned by and composed by . This song was released on 01 Jan 2018.
Tanhaiya hai khamosh hum tum
Mahki hui fizaye chali
Aao tum aur najdik mere
Chalo aaj hum bahak jaye


Main tujhe pyar karu hardum
Main tujhe pyar karu hardum
Mere jiwan ki sargum
Main tujhe pyar karu hardum


Dabi dabi muskan liye jab
Pas mere tu aati hai
Tere saparsh se sukhe man ki
Kali kali khil jati hai
Hota hai phir se jawa mausam me
Main tujhe pyar karu hardum
Main tujhe pyar karu hardum


Tuhi hai muskan labo ki
Aankho ki lali hai
Meri prerna meri kalpana
Jo bhi hai so tu hai
Khushi bhi tu tuhi mera gam
Main tujhe pyar karu hardum
Main tujhe pyar karu hardum
Tu mere jiwan ki sargum
Main tujhe pyar karu hardum
Main tujhe pyar karu hardum.