Main to lut gayi song is from and it is sung by .It stars , , , in leading roles. This song is penned by and composed by . This song was released on 01 Jan 2018.
Main to lut gayi hoye main to lut gayi
Tore darbar ho raja
Lut gayi tore darbar ho raja
Lut gayi tore darbar ho raja
Main to lut gayi hoye main to lut gayi
Tore darbar ho raja


Kaise nachu cham cham
Cham cham kaise nachu
Cham cham cham cham
Mori kamariya phool si balam
Mori kamariya phool si balam
Aur teri hoye aur teri sone ki talwar
Ho raja teri sone ki talwar
Ho raja teri sone ki talwar
Main to lut gayi hoye main to lut gayi
Tore darbar ho raja


Tumhare husn ka duniya mein
Kuch sawal nahi kamal ye hai ke
Mujhme koi kamal nahi
Tu hai raja main hoon bandi
Tu hai raja main hoon bandi
Tu sona hai main hoon chandi
Tu sona hai main hoon chandi
Main to ban gayi hoye
Main to ban gayi tori dawedaar
Ho raja ban gayi tori dawedar
Ho raja ban gayi tori dawedaar
Main to lut gayi hoye main to lut gayi
Tore darbar ho raja
Lut gayi tore darbar ho raja
Lut gayi tore darbar ho raja.