Main Terii Huun Jaanam Tuu Meraa Jiyaa Lyrics - Khoon Bhari Maang | Rekha | Shatrughan Sinha | Rakesh Roshan | Sadhna Sargam | Chorus
in Movies
Watch the Video
Song Information
Main terii huun jaanam tuu meraa jiyaa song is from Khoon Bhari Maang (1988) and it is sung by Sadhna Sargam and chorus.It stars Rekha, Shatrughan Sinha, Rakesh Roshan, Kabir Bedi in leading roles. This song is penned by Indeevar (Shyamalal Babu Rai) and composed by Rajesh Roshan. It is produced by Rakesh Roshan. This song was released on 12 Aug 1988.
Lyrics
( main terii huun jaanam tuu meraa jiyaa
judaa tan se jaan ko kisane kiyaa ) -2
aaa
( terii miithii-miithii baaton men kho jaa_uun
jaise lahar lahar men aise ik ho jaa_uun ) -2
meraa sab kuchh ho gayaa teraa
teraa sab kuchh hu_aa meraa
main terii huun jaanam tuu meraa jiyaa
judaa tan se jaan ko kisane kiyaa
aaa
( milaa pyaar kaa hamako mauqaa ye sunaharaa
naa to ko_ii diiwaar naa ko_ii paharaa ) -2
jii bhar ke pyaar karenge dar hamako nahiin zaraa
main terii huun jaanam tuu meraa jiyaa
judaa tan se jaan ko kisane kiyaa
aaa
( main tere sang tuufaan men bhii bah jaa_uun
main tere sang sholon par bhii rah jaa_uun ) -2
terii baanhen meraa saahil saahil kii zaruurat kyaa
main terii huun jaanam tuu meraa jiyaa
judaa tan se jaan ko kisane kiyaa
aaa