Main khushbuon si bikharti rahi song is from and it is sung by .It stars and in leading roles. This song is penned by and composed by . This song was released on 12 Apr 2000.
Main khushbuon si
Bikharti rahi tumhare liye
Main khushbuon si
Bikharti rahi tumhare liye
Har aaine mein
Har aaine mein sanwarti
Rahi tumhare liye
Main khushbuon si
Bikharti rahi tumhare liye
Main khushbuon si
Bikharti rahi tumhare liye


Tumhara saath rahe
Zindagi ki raaho mein
Tumhara saath rahe
Tumhara saath rahe
Zindagi ki raaho mein
Kadam kadam pe
Kadam kadam pe theherti
Rahi tumhare liye
Kadam kadam pe theherti
Rahi tumhare liye
Main khushbuon si
Bikharti rahi tumhare liye


Tumhi ko maanga hain
Sajdo mein umra bhar maine
Tumhi ko maanga hain
Tumhi ko maanga hain
Sajdo mein umra bhar maine
Khuda ko yaad bhi
Khuda ko yaad bhi karti
Rahi tumhare liye
Khuda ko yaad bhi karti
Rahi tumhare liye
Har aaine mein
Har aaine mein sanwarti
Rahi tumhare liye
Main khushbuon si
Bikharti rahi tumhare liye.