Main khoya song is from and it is sung by .It stars , , and in leading roles. This song is penned by and composed by . It is produced by Dev Anand. This song was released on 01 Jan 2018.
Mai khoya mai
Khoya huya aawara
Na dost na sahara
Duniya ke bhawar me
Dhundata kinara
Dhundata kinara
Dhundata kinara
Mai khoya mai
Khoya huya aawara
Na dost na sahara
Duniya ke bhawar me
Dhundata kinara dhundata
Kinara dhundata kinara


Khabar nahi thi kaha hu mai
Ye jagha hai kya jis jagha hu mai
Simati si hai galiya kyu
Har mod pe hai sannata kyu
Har mod pe hai sannata kyu
Mai khoya mai
Khoya huya aawara
Na dost na sahara
Duniya ke bhawar me
Dhundata kinara
Dhundata kinara
Dhundata kinara mai khoya


Soch raha hu mai hu kya
Sanso me chhaya kyu hai dhuya
Dil me uthe chingari kyu
Kahi mai to nahi hu koi shamma
Kahi mai to nahi hu koi shamma
Mai khoya mai
Khoya huya aawara
Na dost na sahara
Duniya ke bhawar me
Dhundata kinara
Dhundata kinara
Dhundata kinara mai khoya


Suraj ki nayi kirno se
Dhund ki parte hat bhi gayi
Uljhan ki badli chhant gayi
Inki maya. Inki maya ek tara
Mai khoya tha mai
Khoya tha aawara
Hai dost aur sahara
Duniya ke bhawar me
Pa liya kinara mil gaya kinara
Pa liya kinara mai khoya tha


Jo bhi dhul ki chadar odhe
Makhmal se jo nata tode
Miti se jo paida huya
Miti se khud ko jode
Agar aisa koi koi ho to
Nache nache nache nache
Aalam ye sara
Nache aalam ye sara
Mai khoya tha mai
Khoya tha aawara
Hai dost aur sahara
Duniya ke bhawar me
Pa liya kinara mil gaya kinara
Ha pa liya kinara mai khoya tha


Dil ki khushi zahen ka sukun
Agar dost hai tumhare
To jholi me khazane ka
Hoga tumhe hoga hansi nazara
Mai khoya tha mai
Khoya tha aawara
Hai dost aur sahara
Duniya ke bhawar me
Pa liya kinara mil gaya kinara
Ho pa liya kinara mil gaya kinara
Ho pa liya kinara.