Main kab tanha hua song is from and it is sung by .It stars and in leading roles. This song is penned by and composed by . This song was released on 19 Sep 1989.
Main kab tanha hua thaa yaad hoga
Main kab tanha hua thaa yaad hoga
Tumhara faisala thaa yaad hoga
Main kab tanha hua thaa yaad hoga


Bahot se ujhale ujhale phool lekar
Bahot se ujhale ujhale phool lekar
Koi to tumse mila thaa yaad hoga
Koi to tumse mila thaa yaad hoga
Tumhara faisala thaa yaad hoga
Main kab tanha hua thaa yaad hoga


Bichhi thi hartaraf aankhein hi aankhein
Bichhi thi hartaraf aankhein hi aankhein
Koi aansu gira thaa yaad hoga
Koi aansu gira thaa yaad hoga
Tumhara faisala thaa yaad hoga
Main kab tanha hua thaa yaad hoga


Udaasiya aur badhti jaa rahi thi
Udaasiya aur badhti jaa rahi thi
Woh chehara bujh raha thaa yaad hoga
Woh chehara bujh raha thaa yaad hoga
Tumhara faisala thaa yaad hoga
Main kab tanha hua thaa yaad hoga


Bahot paagal hawa ke aanchlo par
Bahot paagal hawa ke aanchlo par
Kise tumne likha thaa yaad hoga
Kise tumne likha thaa yaad hoga
Tumhara faisala thaa yaad hoga
Main kab tanha hua thaa yaad hoga
Tumhara faisala thaa yaad hoga
Main kab tanha hua thaa yaad hoga.