Main hun haseena song is from and it is sung by .It stars , and in leading roles. This song is penned by and composed by . It is produced by Harmesh Malhotra. This song was released on 01 Jan 2018.
Main hun haseena khol
Darwaja dil ka
Aa gaya deewana tera
Ho main hun haseena
Khol darwaja dil ka
Aa gaya deewana tera
Kab se khada hu tere
Dar pe o janam
Lele tu najrana mera


He aankhe milayi
Jisse tune sanam
Teer chalaye jiske
Dil pe sanam
He aankhe milayi
Jisse tune sanam
Teer chalaye jiske
Dil pe sanam
Wo deewana tere
Pyar me khoya hai
Ho main hun haseena
Khol darwaja dil ka
Aa gaya deewana tera
Kab se khada hu tere
Dar pe o janam
Lele tu najrana mera


Baat ye kya hai mujhse
Tadpati kyu hai
Chehra dikha ke mujhe
Chup jati kyu hai
Bat ye kya hai mujhse
Tadpati kyu hai
Chehra dikha ke mujhe
Chup jati kyu hai
Jan na lele teri shararat
Main hun haseena khol
Darwaja dil ka
Aa gaya deewana tera
Kab se khada hu tere
Dar pe o janam
Lele tu najrana mera


Haye re haye mujhe pagal banaye
Sang hawa ke teri kuhsbu jo aaye
Haye re haye mujhe pagal banaye
Sang hawa ke teri kuhsbu jo aaye
Rukh hasi hai hum tum jawa hai
Pas mere aa bhi ja
Main hun haseena
Khol darwaja dil ka
Aa gaya deewana tera
Kab se khada hu tere
Dar pe o janam
Lele tu najrana mera.