Mahiya mera man song is from and it is sung by .It stars , and in leading roles. This song is penned by and composed by . It is produced by Harmesh Malhotra. This song was released on 01 Jan 2018.
Ho are o mahiya mera man le liya
Ho are o mahiya mera man le liya
Tune sathiya mera man le liya
Ankhiyo ke rashte man me shamake
Ye kya deewanapan de diya
Ho are o mahiya mera man le liya
Tune sathiya mera man le liya


Mahke mahke gujre hai dil mere
Bahki bahki kat ti hai rate
Mahke mahke gujre hai dil mere
Bahki bahki kat ti hai rate
Tere siwa ab kuchh bhi na sujhe
Dil soche bas teri hi baate
Tu na mile to gagana bhi suna suna re
Ho are o mahiya mera man le liya
Tune sathiya mera man le liya.