Main Hoon Son Machariya Lyrics - Jazbaat | Raj Babbar | Bhagwan | Savita Bajaj | Anand Kumar C | Sulakshana Pandit (Sulakshana Pratap Narain Pandit)
in Movies
Watch the Video
Song Information
Main hoon son machariya song is from Jazbaat (1980) and it is sung by Anand Kumar C and Sulakshana Pandit (Sulakshana Pratap Narain Pandit).It stars Raj Babbar, Bhagwan and Savita Bajaj in leading roles. This song is penned by Mahendra Dehlvi and composed by Raj Kamal. It is produced by Tarachand Barjatya. This song was released on 08 Feb 1980.
Lyrics
Arey hey machhuva
Arey ho machhuva machhuva
Sun meri bari
Machhuvare jal dariya me dal
Fans jaye machhali jal ko sambhal
Machhuvare jal dariya me dal
Fans jaye machhali jal ko sambhal
Haiya re haiya haiya re haiya
Haiya haiya haiya haiya hoye
Zor laga ke haiya pair zamake haiya
Zor laga ke haiya pair zamake haiya
Apun kon mera matlab hai aap kaun hai
Mai, main hoon son machhariya
Haiya re haiya
Main hoon son machhariya
Dahiya re dahiya
Main hoon son machhariya
Main hoon son machhariya
Son machhariya
Sansar maza dariya ka pani
Main hu machhariya pani ki rani
O re machhere banke machhere
Main na fansugi jal me tere
Haye haye
O re machhere o re machhere
Main na fansugi jal me tere
Main hoon son machhariya
Main hoon son machhariya
Son machhariya
Ye baat sun le bol shikari
Na hu main bholi na hoon bechari
Ye baat sun le bol shikari
Na hu main bholi na hoon bechari
Tere samne se nikal jaungi
Hatho se tere fisal jaungi
Haye re fisal jaungi
Haye yu fisal jaungi
Hawa ka jhonka deke dhokha
Jaise nikal jaye
Dahiya re dahiya
Haiya re haiya
Main hoon son machhariya
Main hoon son machhariya
Son machhariya
O jal wale tu hai anadi
Is khel me to main hu khiladi
O jal wale tu hai anadi
Is khel me to main hu khiladi
Mujhko kabhi na yu pakad payega
Sahil pe baitha tu rah jayega
Haye re rah jayega
Haye tu rah jayega
Jaha bhi dekhe koi jharokha
Ye machhli nikal jaye
Fish fish fish sa
Gili gili gili oye oye
Main hoon son machhariya
Main hoon son machhariya
Son machhariya
Sansar maza dariya ka pani
Main hu machhariya pani ki rani
O re machhere banke machhere
Main na fansugi jal me tere
Haye haye
O re machhere o re machhre
Main na fansugi jal me tere.