Main har raat jaagi song is from and it is sung by .It stars , and in leading roles. This song is penned by and composed by . It is produced by B.N. Sonthalia, R.K. Soral. This song was released on 01 Jan 2018.
Main har raat jaagi ki is baar sayad
Mohabbat tumhe is taraf khich laye


Tumhari kasam tum bahut yaad aaye
Tumhari kasam tum bahut yaad aaye


Na puchho ye din humne kaise bitaye
Tumhari kasam tum bahut yaad aaye


Barasne lage ashq to kya nind aaye
Barasne lage ashq to kya nind aaye


Udhar kadke bijli idhar jaan jaye
Udhar kadke bijli idhar jaan jaye


Na puchho ye din humne kaise bitaye
Tumhari kasam tum bahut yaad aaye


Jara ek najar is taraf ab to dekho
Jara ek najar is taraf ab to dekho


Jamana hua hai hume muskuraye
Jamana hua hai hume muskuraye


Tumhari kasam tum bahut yaad aaye
Na puchho ye din humne kaise bitaye
Tumhari kasam tum bahut yaad aaye.