Main dariya hoon song is from and it is sung by .It stars , and in leading roles. This song is penned by and composed by . It is produced by Jawaharlal Bafna. This song was released on 01 Jan 1984.
Chup are hat soniye mujhe gane de
Main dariya hoon,
Main dariya hoon
Main dariya hoon katra nahi
Main dariya hoon katra nahi
Mujhe koi mujhe koi khatra nahi
Mujhe koi khatra nahi
Main dariya hoon,
Main dariya hoon
Main dariya hoon katra nahi
Main dariya hoon katra nahi
Mujhe koi khatra nahi
Mujhe koi khatra nahi


Na dar allah ke nam pe na dar
Na dar na dar tera aashik hoon main
Koi jeb katra nahi, koi jeb katra nahi
Teri umar hai nazami
Ari madam lipistic powder lagane se
Umar kam thodi ho jati hai
Teri umar hai nazami
Jyada hai jyada hai satrah nahi
Jyada hai satrah nahi
Main dariya hoon katra nahi
Mujhe koi khatra nahi
Mujhe koi khatra nahi


Mahal to ye rangin hai
Mahal to ye rangin hai
Ye ghar saaf suthra nahi
Ye ghar saaf suthra nahi
Na pande na pede yaha
Na pande na pede yaha
Ye bambai hai mathura nahi
Ye bambai hai mathura nahi
Main dariya hoon katra nahi
Mujhe koi khatra nahi
Mujhe koi khatra nahi


Baizzar bamusakat hoshiyar
Ye shayar ka deewan hai
Shayar layer shayar layer
Ye shayar ka deewan hai
Ye pandit ka patra nahi
Ye pandit ka patra nahi
Jo upar gaya so gaya
Surya aast ho gaya
Gagan mast ho gaya
Surya aast ho gaya
Gagan mast ho gaya
Jo upar ja ke so gaya
Wo phir niche utara nahi
Wo phir niche utara nahi
Main dariya hoon katra nahi
Mujhe koi khatra nahi
Mujhe koi khatra nahi.