Danke ki chot se song is from and it is sung by .It stars , and in leading roles. This song is penned by and composed by . It is produced by Jawaharlal Bafna. This song was released on 01 Jan 1984.
Danke ki chot se ailaan kar diya
Danke ki chot se ailaan kar diya
Hamane yeh di tum pe
Kurbaan kar diya
Danke ki chot se ailaan kar diya
Danke ki chot se ailaan kar diya
Danke ki chot se ailaan kar diya
Ho ho ho ho….


Are bhai sun liya
Abb chup bhi ho jaao
Tum bhi shaayad chup rehate,
Hum bhi shaayad chup rehate
Aankhon se dil ki baatein
Kab kehate kaise kehate
Kaam bada mushkil tha
Aasaan kar diya
Danke ki chot se ailaan kar diya
Danke ki chot se ailaan kar diya


Jara socho kya tumhaari
Yeh harkate dekhkar
Duniywaale kya kahenge, kehane do
Jeena hai toh jeena hai,
Marana hai toh marana hai
Pyaar agar karana hai toh,
Duniya se kya darana hai
Saari duniya ko ailaan kar diya
Danke ki chot se ailaan kar diya
Danke ki chot se ailaan kar diya


Haay haay haay haay haay
Tumhe logon ki bilkul
Sharam nahi, bnilkul nahi
Logon se sharmaate the,
Duniya se ghabraate the
Dekha hamane keh daala,
Tum jo keh nahi paate the
Maano hamane tum pe
Ehsaan kar diya
Danke ki chot se ailaan kar diya
Danke ki chot se ailaan kar diya
Hamane yeh di tum pe
Kurbaan kar diya
Danke ki chot se ailaan kar diya
Danke ki chot se ailaan kar diya.