Yeh roop aur yeh rangatYeh chaal aur yeh nazaakatKaisi hai yeh QayaamatAb koi kya kaheYeh roop aur yeh rangatYeh chaal aur yeh nazakatKaisi hai yeh QayamatAb koi kya kaheMain chali tto jhoom uthi zindagiMain chali tto jaag uthi roshniMausam naya, nayi nayi hawayein hainMain hoon nayi, nayi meri adayein hain (x2 times)Teri zulf ki ghatayein, teri shauq si nigaaheinKaisi hai yeh balayein, ab koi kya kaheTeri zulf ki ghatayein, teri shauq si nigaaheinKaisi hai yeh balayein, ab koi kya kaheDuniya badli hai mera andaaza kyun badleSab kuch tto hai badal gayaGoonja hai jo geet naya tto saaz na kyun badleMera bhi sur hai nayaNayi nayi si hai meri raaheinNaya naya mera safar haiNayi nayi si hai meri chaaheinNayi nayi meri nazar hai
Haan nayi nayi meri nazar haiTere nayan hai niraale, madira ke jaise pyaleSambhle na dil sambhale, ab koi kya kaheTere nayan hai niraale, madira ke jaise pyaleSambhle na dil sambhale, ab koi kya kaheDil chaahe ke leke sitaare haar bana loon mainChand ho mere bin diyaSaagar ki saari lehrein aaja mein saja loon mainJaane kyun chahe yeh jiyaKoi samjhe tto samjhe deewaneMujhko hai parwah kyaMain jaane tto bas itna hi jaanuDil dhoondta hai raah kyaO dil dhoondta hai raah kyaTu hai kaise rang laayi, kaisi tarang layiKaisi umang laayi, ab koi kya kaheTu hai kaise rang laayi, kaisi tarang layiKaisi umang laayi, ab koi kya kaheMain chali tto jhoom uthi zindagiMain chali tto jaag uthi roshniMausam naya, nayi nayi hawaein hainMain hoon nayi, nayi meri adaayein hainOo oo ooo …..hmmmm hmmm…