Don’t be confuse with this Arabic like sound. It has no meaning.[Suchitra]O maa’nh hazi yaa’h wa’hiyaa aa wa’hiyaa aa zeehnime haazay’rO maa’nh hazi yaa’h wa’hiyaa aa wa’hiyaa aa zeehnime haazay’rKhwabon Khwabon jaage soyekhoye khoye hum hai jaise yahaanRaahon raahon dhundhule dhundhuleHalkei halkei hossh ke hain nishaan[ * Suchitra’s Part * ]Tum hum-safar ho toh raste sab hain sehal (It means Easy)Har mod par milte sapno ke hain mahalPighle tan-man hain, saanson mein hai nashaTum Humsafar ho tto sab hai jaise haseenChand se zyada hai jagmagati zameenPyaar mein doobi si lagti hai har dishaKhwabon Khwabon jaage soyekhoye khoye, hum hai jaise yahaanRaahon raahon dhundhule dhundhuleHalke halke hossh ke hain nishaanKya karu main bayaanLadkhhdaye zubaanHum jo aise mil gaye hainAb iraade hi naye hainTum hi kaho kaise naa hoDil mein mere yeh halchalHum toh jaise hain diwaneDil ki saari baate maaneTum ho jahaan, main hoon wahaan
Dono huey hain paagalKam naa ho deewangi apniGuz.re yunhi zindagi apniDil jo bataayenge, hum kehte jaayenge haan aa..Khwabon khwabon jaage soyeKhoye khoye hum hai jaise yahaanRaahon raahon dhundhule dhundhuleHalke halke hosh ke hain nishaan[ * Suchitra’s Part * ]Pyaar ke jo raaste hain, apne hi toh vaaste hainTum bhi chalo, main bhi chalun Chalte rahein hum pal palPalkon palkon khwaab leke, ik dil-e-betaab lekeHum jo chale, chhane lage geeton ke ye baadalGoonje hain jo geet sureeleMann jo inki madeera pee leHum mehke jaayenge, hum kehte jaayenge haan aa…Khwabon khwabon jaage soyeKhoye khoye, hum hai jaise yahaanRaahon raahon dhundhule dhundhuleHalke halke hosh ke hain nishaanTum humsafar ho toh raste sab hain sehalHar mod par milte sapno ke hain mahalPighle tann mann hain, saanson mein hai nashaTum Humsafar ho tto sab hai jaise haseenChand se zyada hai jagmagati zameenPyaar mein doobi si lagti hai har dishaAb har disha….