Main balwaan main balwaan (title) song is from and it is sung by .It stars , , and in leading roles. This song is penned by and composed by . It is produced by Pranlal Mehta. This song was released on 28 Nov 1986.
Aa ja pyar se palu tujhe
Pyar ke rang mein dhalu tujhe
Tu bane aisa bane
Duniya se jo kah sake
Main balwaan main balwaan
Main balwaan main balwaan


Main doon aisi daulat tujhe
Pyar ki aisi takat tujhe
Main doon aisi daulat tujhe
Pyar ki aisi takat tujhe
Pyar ke dam se yaha
Duniya se tu kah sake
Main balwaan main balwaan
Main balwaan main balwaan


Chaha kya tha kya ho gaya
Aisa hoga socha na tha
Tu kaha aisa bana
Duniya se jo kah sake
Main balwaan main balwaan
Main balwaan main balwaan


Malik tune ye kya kiya
Neki ke badla ye kya diya
Neki ke badla ye kya diya
Pyar bina koi yaha
Duniya se kaise kahe
Main balwaan main balwaan
Main balwaan main balwaan


Rab ne sun li meri dua
Sapna mera pura hua
Aakhir bana tu wo bana
Duniya se jo kah sake
Main balwaan main balwaan
Main balwaan main balwaan


Maine chaha waisa bana
Mere sapno jaisa bana
Maine chaha waisa bana
Mere sapno jaisa bana
Aaj tu aisa bana
Duniya se jo kah sake
Main balwaan main balwaan
Main balwaan main balwaan.