Main albela mastana song is from and it is sung by .It stars , , and in leading roles. This song is penned by and composed by . It is produced by Pragna Pictures. This song was released on 01 Jan 2018.
Ladies and gentelman mm
Ladies and ladies
Main khud apne aapko aapke
Samne pes karta hu
Naam na pucho are kaam na pucho
Are pucho na kya hai thikana


Naam mera aashiq kaam hai dil ka lagana
Isiliye isiliye isiliye kehte hai mujhe
Albela mastana, albela mastana
Main albela mastana
Naam mera aashiq kaam hai dil ka lagana
Isiliye isiliye isiliye kehte hai mujhe
Albela mastana, albela mastana
Main albela mastana


Sabse hai dil ka rista
Sabse hai apni yari
Kya karu ke achi surat lagti hai mujhko pyari
Ha ha pyari pyari le tujhpe ye jaan vari
Pyari pyari le tujhpe ye jaan vari
Are jiska mai diwana
Aur sama ka parvana
Isiliye isiliye isiliye kehte hai mujhe
Albela mastana, albela mastana
Main albela mastana


Rang anokha meradang mera hai nirala
Jisko hasi bhi mudhkar dekhe ho
Wo kismat wala
Koi jalta hai mujhse wo jalta rahe
Koi jalta hai mujhse wo jalta rahe
Jispe bhi najar dhalu
Samjho vo dil hai nishana
Isiliye isiliye isiliye kehte hai mujhe
Albela mastana, albela mastana
Main albela mastana


Hai wo tabiyat payi
Rah na saku mai akela
Isliye to charo taraf hai laga hasino ka mela
Husn walo pe yaro kurban jaiye
Husn walo pe yaro kurban jaiye
Mili jaha bhi aankhe bas apna wahi thikana
Isiliye isiliye isiliye kehte hai mujhe
Albela mastana, albela mastana
Main albela mastana
Naam mera aashiq kaam hai dil ka lagana
Isiliye isiliye isiliye kehte hai mujhe
Albela mastana, albela mastana
Main albela mastana
Albela mastana mastana deewana
Albela deewana.