Tumko paaya hai toh jaise khoya hoon Kehna chahun bhi toh tumse kya kahoon Tumko paaya hai toh jaise khoya hoon Kehna chahun bhi toh tumse kya kahoon
Kisi zabaan mein bhi woh lafz hi nahi Ke jin mein tum ho kya tumhein mein bata sakoon
Bol do na zara dil mein jo hai chhipa Main kisi se kahungi nahi
Bol do na zara dil mein jo hai chhipa Main kisi se kahunga nahi
Mujhe neend aati nahi hai akele Khwaabon mein aaya karo Nahi chal sakunga tumhare bina main Mera tum sahara bano
Tum huwe meherban Toh hai yeh dastaan Ik tumhe chahane ke alaawa
Aur kuch humse hoga nahin
Bol do na zara dil mein jo hai chhipa Main kisi se kahunga nahi
Bol do na zara dil mein jo hai chhipa Main kisi se kahunga nahi
Woh..
Shokhiyon mein doobi ye adaaye Chehre se jhalki huyi hain Zulf ki ghani ghani ghataayein Shaan se dhalki huyi hain
Rooh se chaahne wale aashiq Baatein jismo ki karte nahin
Main agar kahoon humsafar meri Apsara ho tum ya koi pari Tareef yeh bhi toh Sach hai kuch bhi nahi
Bol do na zara dil mein jo hai chhipa Main kisi se kahunga nahi
Bol do na zara dil mein jo hai chhipa Main kisi se kahunga nahi