Mai to pehli ghata song is from and it is sung by .It stars , , and in leading roles. This song is penned by and composed by . This song was released on 01 Jan 2018.
Mai to pahli ghata barsat ki
Mai to pahli ghata barsat ki
Pyase raja ki pyar bujhaye dungi
Bujhaye dungi


Mai to chandaniya poonam ki raat ki
Mai to chandaniya poonam ki raat ki
Saiya nindiya ki madira pilaye dungi
Pilaye dungi


Mere daman me thandi fuhar hai
Mere dam se chaman ki bahar hai
Mere daman me thandi fuhar hai
Mere dam se chaman ki bahar hai
Mere lahrake thane ki der hai
Mere lahrake thane ki der hai
Sari dunia ko chanchal banaye dungi
Mai to pahli ghata barsat ki
Mai to pahli ghata barsat ki
Pyase raja ki pyar bujhaye dungi
Bujhaye dungi


Mai mahine me ek bar aayi
Ab jane ka paygam layi
Mai mahine me ek bar aayi
Ab jane ka paygam layi
Wo mahal ho ya jogan ki kutiya
Wo mahal ho ya jogan ki kutiya
Mai to sabke andhere mitaye dungi
Mai to chandaniya poonam ki raat ki
Mai to chandaniya poonam ki raat ki
Saiya nindiya ki madira pilaye dungi
Pilaye dungi


Tu kahe to baras ke dikha du
Teri hasti ko pal me mita du
Jo mita kar banaye to manu
Dubte ko bachaye to manu
Tu ghata hai ghata ti rahegi
Tu ghata hai ghata ti rahegi
Mai to sabke ujale badhaye dungi]
Mai to chandaniya poonam ki raat ki
Mai to chandaniya poonam ki raat ki
Saiya nindiya ki madira pilaye dungi
Pilaye dungi.