Abba Kahe Na Lyrics - Payal Ki Jhankar | Kishore Kumar | Rajshree | Dhumal
in Movies
Watch the Video
Song Information
Abba kahe na song is from Payal Ki Jhankar (1968) and it is sung by Kishore Kumar.It stars Kishore Kumar, Rajshree, Dhumal and Jyotilaxmi in leading roles. This song is penned by Rajinder Krishan and composed by Ramchandra Narhar Chitalkar (C. Ramchandra). This song was released on 01 Jan 2018.
Lyrics
Abba kahe na amma kahe na
Daba kahe na dekho wo samjhe na
Tere mere arma hum to hai jawa
Hum to hai jawa o meri ja
Abba kahe na amma kahe na
Daba kahe na dekho wo samjhe na
Tere mere arma hum to hai jawa
Hum to hai jawa o meri ja
Socho to jara ye to hai din hamare
Ab rokega kaun aankho ke ishare
Hasne ke din machalne ke din
Abba amma please please kah do ha
Tere mere arma hum to hai jawa
Hum to hai jawa o meri ja
Abba kahe na amma kahe na
Daba kahe na dekho wo samjhe na
Tere mere arma hum to hai jawa
Hum to hai jawa o meri ja
Bhul jao na tum wo apna jamana
Bura tha bahut jab ye dil ka lagana
Karna muaf jo hum kahe saf saf
Badal jao tum bhi ke badla ye jaha
Tere mere arma hum to hai jawa
Hum to hai jawa o meri ja
Abba kahe na amma kahe na
Daba kahe na dekho wo samjhe na
Tere mere arma hum to hai jawa
Hum to hai jawa o meri ja
Abba kahe na amma kahe na
Daba kahe na dekho wo samjhe na
Tere mere arma hum to hai jawa
Hum to hai jawa o meri ja.