Mai Bairagi Nachu Gaau Lyrics - Bairaag | Mohammed Rafi | Lata Mangeshkar
in Movies
Watch the Video
Song Information
Mai bairagi nachu gaau song is from Bairaag (1976) and it is sung by Mohammed Rafi and Lata Mangeshkar.It stars Dilip Kumar, Saira Banu and Ruma Guha Thakurta in leading roles. This song is penned by Anand Bakshi and composed by Anandji Virji Shah, Kalyanji Virji Shah. It is produced by Mushir-Riaz. This song was released on 04 Oct 1976.
Lyrics
are suno re suno ek bat sunau
oye suno re suno ek bat sunau
jhuth hai ya sach ye tum jano
are jhuth hai ya sach ye tum jano
mai bairagi mai bairagi nachu gau
mai bairagi nachu gau
are suno se suno ek bat sunau
are suno se suno ek bat sunau
jhuth hai ya sach ye tum jano
jhuth hai ya sach ye tum jano
mai bairagan, mai bairagan nachu gau
mai bairagan nachu gau
dekho in bedardo ko
chhod ke laz ke pardo ko
dekho hum bedardo ko
chhod ke laz ke pardo ko
gali gali me aurate chhedti
firti hai hum mardo ko
aapne sach farmaya hai
sacha shor machaya hai
aapne sach farmaya hai
sacha shor machaya hai
mardo ke din beet gaye
aurat ka zamana aaya hai
aurat ka zamana aaya hai
mai na manu, tum na mano
mai kya janu, tum kya jano
mai to sabka dil bahlau
mai bairagi, mai bairagi nachu gau
mai bairagi nachu gau
likhne wala likhta hai
ek aisa chasma bikta hai
likhne wala likhta hai
ek aisa chasma bikta hai
jis chasme ke andar se bhai
andho ko bhi dikhta hai
andho ko bhi dikhta hai
jag me aise bande hai
bando ke aise dhande hai
jag me aise bande hai
bando ke aise dhande hai
kya karna hai dekh ke jag ko
acche hai jo andhe hai
tu anjana tu anjani
tu diwana tu diwani
diwane ko kya samjhau
mai bairagan, mai bairagan nachu gau
mai bairagan nachu gau