Mahalon Ka Vaibhav Lyrics - Nirupa Roy | Madhumati | Raj Kumar | N/A

1961

Lyrics

Mahalo ka vaibhav thukraya
Jeewan ka sukh balidan kiya
Raghukul ki shan nibhane ko
Kantak path par kiya prasthan

Ab raja raja na raha
Or ye praja praja na rahi
Is ke niche sab ek hue
Ye samanata ki dhaja rahi

Ye akal pratab pratigya ki
Jisne wanchhit har pran kiya
Pathar ko toad pahado mein
Mewad naya nirman kiya

Ye tyag tapasya ka phal tha
Ye tyag tapasya ka phal tha
Kartavya marg pe ja chada
Ek taraf chingari
Ek taraf ghan ghor ghata

Ye sangram anokha tha
Ye sangram anokha tha.