Maati Ka Palang Lyrics - Anushka Sharma | Neil Bhoopalam | Darshan Kumaar | Samira Koppikar
2015
Lyrics
Maati ke khaab ye saare, maati ke angg
Paani ke sang ye bahe jiwan ke rang
Maaya hai jeet sari, maaya hai ye jang
Aakhari manzil sabhi kee
Maati ka palang, maati ka palang x 2
Paani ke sang ye bahe jiwan ke rang
Maaya hai jeet sari, maaya hai ye jang
Aakhari manzil sabhi kee
Maati ka palang, maati ka palang x 2
Saason ki paalthi
Samai ki patri se utar jaaye
Lafzon ke galiaare
Tukron mein bikhrey saare
Maati ka makan toh hai kaccha sa
Dhool me milega katra-katra
Samai ki patri se utar jaaye
Lafzon ke galiaare
Tukron mein bikhrey saare
Maati ka makan toh hai kaccha sa
Dhool me milega katra-katra
Itraae kahe raahi too, kaisa gamand
Ritey kaaya dhalti chaaya, aisa niyam
Jaate hue thee boli, kati patang
Aakhari manzil sabhi kee
Maati ka palang, maati ka palang x 3
Ritey kaaya dhalti chaaya, aisa niyam
Jaate hue thee boli, kati patang
Aakhari manzil sabhi kee
Maati ka palang, maati ka palang x 3