daasta mere laad pyar kiek hasti ke gird ghumti haipyar jannat se is liye hai mujheye meri maa ke kadam chumti haitu hai jisne mujhe chalna sikhayagir ke uthna, uthke sambhalna sikhayakabhi lori banke, ho kabhi thapki bankekabhi neend meethi si, kabhi sapne jaisiteri god mein aankhein khuli o maa merisabse pyari duniya mein hai maa merimeri har khushi se muskaan terimain sukun tera main jaan terikabhi daant banke, kabhi dulaar banke
kabhi bijli jaisi, kabhi badli jaisipyaar ki bauchaar si maa merisabse pyari duniya mein hai maa merikhwaab bankar kabhi tabeer bankarmere sapno ko sawarti hai maa merizindagi ki dhup mein aur aandhiyo meinsaya bankar sath rahti maa merikhamosh rahkar, kabhi awaaz bankarehsaas si kabhi, vishwaas sithame huye hai ghar ki chhat ko maa merisabse pyari duniya mein hai maa merimaa meri, maa merimaa meri, meri maamaa meri, maa merimaa meri pyari maa