Maa kya karegi song is from and it is sung by , and .It stars , , , in leading roles. This song is penned by and composed by . It is produced by T C Dewan. This song was released on 26 Feb 1996.
Maa kya karegi mama se kahegi
Ha maa kya karegi mama se kahegi
Kans mama o mama kans mama
Sakuni mama o mama sakuni mama


Sasu maa kya karegi
Mama sasur se kahegi
Sasu maa kya karegi
Mama sasur se kahegi
Are mama chillayega
Darayega dhamkayega
Pahere bithayega wo taale lagvayega
Hum wo zanjeere tod aayenge
Ha tere liye duniya chhod aayenge
Hum wo zanjeere tod aayenge
Ha tere liye duniya chhod aayenge


Maa kya karegi mama se kahegi
O goli chalegi seene mein lagegi
Kans mama marega dust mama
Sakuni mama zalim sakuni mama
Goli chalegi seene mein lagegi
Ha goli chalegi seene mein lagegi
Inki yeh kurbaani dekhega zamana
Honga sab ke hotho pe inka hi fasana
Pyar mein hum has ke jaan gavayenge
Barso tak sabko yaad aayenge
Are pyar mein hum
Has ke jaan gavayenge
Barso tak sabko yaad aayenge


Maa kya karegi mama se kahegi
Adalat bharegi sunvai chalegi
Order order
Kans mama hasega mama kans mama
Sakuni mama pitega mama sakuni mama
Adalat bharegi sunvai chalegi
Adalat bharegi sunvai chalegi
Ganah pes honge jaj ko batayenge
Mama aur maa ki sajishe batayenge
Kaale paani ki saza payenge
Muh kala kar ke jel jayenge
Yeh kaale paani ki saza payenge
Muh kala kar ke jel jayenge


Aachi kachi machi sachi lachi pachi rachi re
Aachi kachi machi sachi lachi pachi rachi re
Mamao ka atyachar jana pehchana hai
Kans aur sakuni se vakef sara zamana hai
Mana tera bhai hai magar wo kasai hai
Uske samne tu apni gaiya ko kyu layi hai
Tu na anyay kar tu to jaj mayi hai
Tu na anyay kar tu to jaj mayi hai
Tu na anyay kar tu to jaj mayi hai
Gudiya jaisi ladki hai
Aur gude jaisa ladka hai
In dono ka joda dekh
Kitna achha lagta hai
Yaad kar apni jawani ke din yaad kar
Jhuthi zindagi chhod de
Na bacho ko barbad kar
Tune jo kiya teri aulad bhi karegi wo
Teri hi to kadmo ke
Nishano pe chalegi wo
Maan jao dadi chachi mami maan tu
Tujhko khilau moti chur sau ladu


Pyar ke dushman to haar jate hai
Deewane baazi mar jate hai
Pyar ke dushman to haar jate hai
Deewane baazi mar jate hai
Pyar ke dushman to haar jate hai
Deewane baazi mar jate hai
Pyar ke dushman to haar jate hai
Deewane baazi mar jate hai.