Lashkara lashkara song is from and it is sung by and .It stars , , , in leading roles. This song is penned by and composed by . It is produced by N.N. Sippy. This song was released on 10 Jul 1992.
Lashkara lashkara
Mere kangana ka lashkara
Lashkara lashkara
Mere kangana ka lashkara
Lashkara lashkara
Mere kangana ka lashkara
Teri neend udayega
Tera chain churayega
Teri neend udayega,
Ho tera chain churayega


Banjara banjara
Teri galiyo ka banjara
Banjara banjara
Teri galiyo ka banjara
Dil mein basayega,
Teri mang sajayega
Dil mein basayega,
Teri mang sajayega
Lashkara lashkara
Mere kangana ka lashkara
Banjara banjara
Teri galiyo ka banjara


Main hoon teri deewani,
Lage tu mujhko sabse pyara
Hara ye dil mai hara,
Mujhe teri ada ne mara
Main hoon teri deewani,
Lage tu mujhko sabse pyara
Hara ye dil mai hara,
Mujhe teri ada ne mara
Aag lagi kasi, ye pyas jagi kasi,
Ye dard saha jata nahi
Pas tere aau ya dur chala jau,
Karar kahi aata nahi
Dhadkan badayega,
Tujhko satayega
Dhadkan badayega,
Tujhko satayega
Banjara banjara
Teri galiyo ka banjara
Lashkara lashkara
Mere kangana ka lashkara


Teri kawari chudi sari
Raina mujhe tadpaye
Ho ke juda ab tujhse
Chain mujhko kahi na aaye
Teri kawari chudi sari
Raina mujhe tadpaye
Ho ke juda ab tujhse
Chain mujhko kahi na aaye
Bol meri rani chhupa na diljani,
Ye hal tera kab se huya
Bhul gayi sabko
Main bhul gayi rab ko,
Ye pyar mujhe jab se huya
Tera hosh gawayega,
Madhosh banayega
Tera hosh gawayega,
Madhosh banayega


Lashkara lashkara
Mere kangana ka lashkara
Banjara banjara
Teri galiyo ka banjara
Teri neend udayega,
Ho tera chain churayega
Dil mein basayega,
Teri mang sajayega
Lashkara lashkara
Mere kangana ka lashkara
Banjara banjara
Teri galiyo ka banjara.