Lamhein Lyrics - Anmol Malik
Lyrics
Tera chehra teri aankhen
Saanson mein mere chupke
Leta hai tu saanse
Pas jo tha door hai kyun
Itne hum majboor hai kyun
Kyu hai nahi mere naseeb mein
Dhundhe jisse shaamein meri shaamein
Laun kahan se woh lamhe
Lamhein lamhein
Lamhein lamhein
Lamhein lamhein
Laun kaha se woh lamhe
Kause kause wo din
Shabnam shabnam si raatein
Jitna main bhulun tujhko
Yaad aaye teri baatein
Neend mein taare sone nahi
Kya thhe hum kya hone nahi
Yaadon ke sab sheeshe kyu toote
Jaane kahan chhute kahan chhute
Jaane kahan chhute lamhe
Lamhein lamhein
Lamhein lamhein
Lamhein lamhein
Jaane kahan chhute lamhe
Khali khali raste
Puchhe kadmon se mere
Kehte kahan hai woh
Jo sang chalta tha tere
Lautke aaye phir woh pal
Jo ginti hu pal pal har din
Tehere hain palko pe abhi aansun
Le aa kahi se tu, kahi se tu
Lamhein lamhein
Lamhein lamhein
Lamhein lamhein
Jaane kahan chhute lamhe..(2x)