LyricsTashan

Lalkaar Lyrics - Rang De Basanti | Aamir Khan | Soha Ali Khan

in Movies

Watch the Video

Song Information

Lalkaar song is from and it is sung by .It stars and in leading roles. This song is penned by and composed by . It is produced by Rakeysh Omprakash Mehra, Ronnie Screwvala. This song was released on 26 Jan 2006.

Lyrics

hai liye hathiyar dusman taak me baitha udhar
or hum taiyar hai sine liye apna idhar
khun se khelenge holi agar watan muskil me hai
sarfaroshni ki tamanna ab hamare dil me hai
hai liye hathiyar dusman taak me baitha udhar
or hum taiyar hai sine liye apna idhar
khun se khelenge holi agar watan muskil me hai
sarfaroshni ki tamanna ab hamare dil me hai

hath jinme ho junu katte nahi talwar se
sar jo uth jate hai wo jhukte nahi lalkar se
hath jinme ho junu katte nahi talwar se
sar jo uth jate hai wo jhukte nahi lalkar se
or bhadkega jo shola sa hamare dil me hai
sarfaroshni ki tamanna ab hamare dil me hai

hum to ghar se nikle hi the sar pe bandh ke kafan
jan hatheli par liye lo badh chale hai ye kadam
jindagi to apni mehma maut ki mahfil me hai
sarfaroshni ki tamanna ab hamare dil me hai

dil me tufano ki toli or naso me inklab
hosh dusman ke uda denge hame roko na aaj
dur rah paye jo hamse dam kaha manjil me hai
sarfaroshni ki tamanna ab hamare dil me hai
sarfaroshni ki tamanna ab hamare dil me hai

Related Songs

More songs from Rang De Basanti (2006)
More songs of Aamir Khan
More songs of Soha Ali Khan