LAKSHYA Lyrics - Sanam Puri
2018
Lyrics
Haan yahi rasta hai tera
Tune ab jana hai
Haan yahi sapna hai tera
Tune pehchana hai
Tujhe ab yeh dikhana hai
Haan yahi rasta hai tera
Tune ab jana hai
Haan yahi sapna hai tera
Tune pehchana h
Tujhe ab yeh dikhana hai
Roke tujhko aandhiya
Ya zameen aur aasmaan
Paayega jo lakshya hai tera
Lakshya ko har baar me pana hai
Lakshya ko har baar me pana hai
Himmat se jo koi chale
Dharti hile kadmon tale
Kya dooriyan kya faasle
Manzil lage palkein tale
Himmat se jo koi chale
Dharti hile kadmon tale
Tu chal yunhi ab subah shaam
Rukna jhukna nahi tera kaam (x2)
Payega jo lakshya hai tera
Lakshya ko har baar me pana hai
Lakshya ko har baar me pana hai