Laakhon taare aasmaan mein,Ek magar dhoonde naa milaaDekhke duniyaa ki deewaali,Dil meraa chupchaap jalaaDil meraa chupchaap jalaa ...Laakhon taare aasmaan mein,Ek magar dhoonde naa milaaEk magar dhoonde naa milaaQismat kaa hai naam magar hai,Magar kaam hai ye duniyaa waalon kaaPhoonk diyaa hai chamanHamaare khwaabon aur khayaalon kaaJee kartaa hai khud hi ghont dein,Apne armaanon kaa galaaDekhke duniyaa ki deewaali,Dil meraa chupchaap jalaaDil meraa chupchaap jalaaSau-sau sadiyon se lambiYe gham ki raat nahin dhalti
Is andhiyaare ke aage abAi dil ek nahin chaltiHanste hi lut gayi chaandni,Aur uthte hi chaand dhalaaDekhke duniyaa ki deewaali,Dil meraa chupchaap jalaaDil meraa chupchaap jalaaMaut hai behtar is haalat se,Naam hai jiskaa majbooriKaun musaafir tay kar paayaa,Dil se dil ki ye dooriKaanton hi kaanton se guzraa,Jo raahi is raah chalaaDekhke duniyaa ki deewaali,Dil meraa chupchaap jalaaDil meraa chupchaap jalaaLaakhon taare aasmaan mein,Ek magar dhoonde naa milaaDekhke duniyaa ki deewaali,Dil meraa chupchaap jalaaDil meraa chupchaap jalaa.