Kyon daren zindagi se song is from and it is sung by . This song is penned by and composed by . This song was released on 01 Jun 2001.
Kyo dare zindagi mein kya hoga
Kyo dare zindagi mein kya hoga
Kuch na hoga to tajruba hoga
Kuch na hoga to tajruba hoga
Kyo dare zindagi mein kya hoga


Hasti aakho mein jhaak kar dekho
Hasti aakho mein jhaak kar dekho
Koi aasu kahi chupa hoga
Koi aasu kahi chupa hoga
Kyo dare zindagi mein kya hoga


In dino na umeed sa hu main
In dino na umeed sa hu main
Shayaad usne bhi yeh suna hoga
Shayaad usne bhi yeh suna hoga
Kyo dare zindagi mein kya hoga


Dekhkar tumko sochta hu main
Dekhkar tumko sochta hu main
Kya kisi ne tumhe chuya hoga
Kya kisi ne tumhe chuya hoga
Kyo dare zindagi mein kya hoga.