Aaj maine apna song is from and it is sung by . This song is penned by and composed by . This song was released on 01 Jun 2001.
Aaj maine aapna phir sauda kiya,
Aaj maine aapna phir sauda kiya,
Aur phir mein dur se dekha kiya,
Aaj maine aapna phir sauda kiya,


Zindagi bhar mere kam aaye asul,
Zindagi bhar mere kam aaye asul,
Ek ek karke unhe becha kiya
Ek ek karke unhe becha kiya
Aur phir mein dur se dekha kiya,
Aaj maine aapna phir sauda kiya,


Kuch kabhi apni wafao me bhi thi,
Kuch kabhi apni wafao me bhi thi,
Tumse kya kahte ki tumne kya kiya,
Aur phir mein dur se dekha kiya,
Aaj maine aapna phir sauda kiya,


Ho gayi thi dil ko kuch umeed si,
Ho gayi thi dil ko kuch umeed si,
Khair tumne jo kiya aacha kiya
Aur phir mein dur se dekha kiya,
Aaj maine aapna phir sauda kiya.