Kyon chhoda tumne saath song is from and it is sung by .It stars and in leading roles. This song is penned by and composed by . This song was released on 04 Apr 1988.
Kyon chhoda tumne
Saath hamara jawaab do
Kyon chhoda tumne
Saath hamara jawaab do
Khamosh kisliye ho
Khudara jawaab do…
Kyon chhoda tumne
Saath hamara jawaab do
Kyon chhoda tumne
Saath hamara jawaab do…..


Woh dosti ke jispe
Bahut naaz tha kabhi
Woh dosti ke jispe
Bahut naaz tha kabhi
Ab kyun nahi hain
Tumko gavaara
Jawaab do….
Kyon chhoda tumne
Saath hamara jawaab do
Kyon chhoda tumne saath….


Mausam bhi itni jaldi
Badalta nahi toh phir
Mausam bhi itni jaldi
Badalta nahi toh phir
Badla hai kaise rang tumhara
Jawaab do….
Kyon chhoda tumne saath
Hamara jawaab do
Kyon chhoda tumne saath….


Kya mil sake ga raahi
Talab mein tumhe koi
Kya mil sake ga raahi
Talab mein tumhe koi
Hum jaisa koi aur
Dobara jawaab do….
Kyon chhoda tumne
Saath hamara jawaab do
Khamosh kisliye ho
Khudara jawaab do
Kyon chhoda tumne
Saath hamara jawaab do
Kyon chhoda tumne saath…..