Kabhi Kaha Na Kisi Se Lyrics - Asha Bhosle

1988

Lyrics

Kabhi kaha na kisi se tere fasaane ko
Kabhi kaha na kisi se tere fasaane ko
Na jaane kaise khabar ho gayi zamane ko
Kabhi kaha na kisi se tere fasaane ko
Na jaane kaise khabar ho gayi zamane ko
Kabhi kaha na kisi se

Do bahar ki maane to kitane phool khile
Do bahar ki maane to kitane phool khile
Kahin gawah na rahe mere aashiyane ko
Na jaane kaise khabar ho gayi zamane ko
Kabhi kaha na kisi se

Abhagi ismein tumhara bhi naam aayega
Abhagi ismein tumhara bhi naam aayega
Jo hukam ho to yahi chhod doon fasane ko
Na jaane kaise khabar ho gayi zamane ko
Kabhi kaha na kisi se

Kamar zara bhi nahin tumko haath rukawai
Kamar zara bhi nahin tumko haath rukawai
Chale ho chandani shab mein unhein bulane
Na jaane kaise khabar ho gayi zamane ko
Kabhi kaha na kisi se tere fasaane ko
Na jaane kaise khabar ho gayi zamane ko
Kabhi kaha na kisi se.