Kya pata song is from and it is sung by . This song is penned by and composed by . This song was released on 01 Jan 2018.

Khamosh rehn ne main dhum ghutta hai
Aur bholne se zaban chilti hai
Darr lagta hai nange paao mujhe
Koi kabr paanv thale hilti hai
Pareshaan hu zindagi se

Kya pata kab kahaan se
Maaregi zindagi
Kya pata kab kahaan se
Maaregi zindagi

Bas ke main
Zindagi se darr ta hoon..(2x)

Maut ka kya hai ek baar maaregi

Dhul udd ne lagdi hai jab shaam ki
Sab kaanch bhar jaate hai gard se

Main darr ta hoon
Main darr ta hoon
Dil jab dhadakne se thak ne lagge
Neend aane lagti hai tab dard se
Anjaan hoon zindagi se

Kya pata kab kahaan se
Kya pata kab kahaan se
Maaregi zindagi
Bas ke main
Zindagi se darr ta hoon..(2x)
Maut ka kya hai ek baar maaregi