Kya khoya, kya paya jag mein,Milte aur bichadte maag mein,Mujhe kisi se nahi shikayat,Yadhyapi chala gaya pag pah main,Ek darishti beeti par dale,Yado ki potali tatole,Kya khoya, kya paya jag mein,Parithvi lakho varsh purani,Jevaan ek anant kahani,Par tan ki apni semaye,Yadhyapi soo shardon ki vani,
Itna kafi hai aantim dastak,Par khud darwaja khole,Janam-maran ka avirt phera,Jevaan banjaro ka dera,Kya khoya, kya paya jag mein,Aaj yah, kal kaha kauch hai,Kaun janta, kidhar sawera,Aandhiyara aakash asemit,Prano ke pankho ko toole,Aapne hi maan se kuch booleKya khoya, kya paya jag mein.