Kya khata hai ye bata dein sahab song is from and it is sung by .It stars and in leading roles. This song is penned by and composed by . This song was released on 26 Aug 2000.
Kya khata hai ye bata dein sahab
Kya khata hai ye bata dein sahab
Phir jo chahein woh saja dein sahab
Kya khata hai ye bata dein sahab
Kya khata hai…


Meri ulfat ka seela ye to nahi
Meri ulfat ka seela ye to nahi
Aap nazron se gira dein sahab
Aap nazron se gira dein sahab
Phir jo chahein woh saja dein sahab
Kya khata hai…


Dil ko aaram na aa jaaye kahin
Dil ko aaram na aa jaaye kahin
Phir se deewana bana dein sahab
Phir se deewana bana dein sahab
Phir jo chahein woh saja dein sahab
Kya khata hai…


Jis jagah aapke ho naqs-e-kadam
Jis jagah aapke ho naqs-e-kadam
Hum wahin sar ko juka dein sahab
Hum wahin sar ko juka dein sahab
Phir jo chahein woh saja dein sahab
Kya khata hai ye bata dein sahab
Kya khata hai…