Kya khabar kya pata song is from and it is sung by .It stars , , , in leading roles. This song is penned by and composed by . It is produced by Rajani Ganguly. This song was released on 31 Jan 1985.
kya khabar kya pata, kya khushi hai gham hai kya

leke ansu jo hansi de, gham ke badle jo khushi de
raj yeh jana usine, jindagi kya hain jindagi
kya khabar kya pata, kya khushi hai gham hai kya

apne dil ka dard yeh umar bhar haskar piye
jina uska jina hain jo auro ki khatir jiye

kam le jindadili se, yu hi khele jindagi se
raj yeh jana usine, jindagi kya hain jindagi

kya khabar kya pata, kya khushi hai gham hai kya
le ke ansu jo hansi de, gham ke badle jo khushi de