Kya hua kya hua song is from and it is sung by .It stars , and in leading roles. This song is penned by and composed by . This song was released on 01 Jan 2018.
Kya hua kya hua kuchh to bol de
Are kya hua kya hua kuchh to bol de
Ab kya tere dil mein ye raaz khol de
Dil mein ik toofan hain
Milane ka armaan hain
Mushkil ye avichaar hain


Kya hua kya hua kuchh to bol de
Ab kya tere dil mein ye raaz khol de
Dil mein ik toofan hain
Milane ka armaan hain
Mushkil ye avichaar hain


Daram daram dam dam
Daram daram dam dam dham
Daram daram dam dam
Daram daram dam dam dham


Sapno mein woh aaye
Saanso mein samaye
Neendein woh churaye meri
Jisko apna maana
Woto hai anjana
Kaisi ye ajab aashiqi
Mujh ko ye kyaa ho gaya
Kya hua kya hua
Kaha tu kho gayi
Kya hua kya hua
Kaha tu kho gayi
Achhi khasi ladki
Thi aur paagal ho gayi
O dil mein ik toofan hain
Milane ka armaan hain
Mushkil ye avichaar hain


Paagal ye nigahein
Usko hi bas chahein
Badhati jaaye dil ki dillagi
Kiako ye samjhau
Kaise main batau
Wo to hain meri zindagi
Aaye harpal yaad wo ho
Kya hua kya hua
Kyun bekraar hain
Kya hua kya hua
Kyun bekraar hain
Maana apne dilbar
Ka tujhe intzaar hain
O dil mein ik toofan hain
Milane ka armaan hain
Mushkil ye avichaar hain


Kya hua kya hua
Kyun bekraar hain
Kya hua kya hua
Kyun bekraar hain
Maana apne dilbar
Ka tujhe intzaar hain
O dil mein ik toofan hain
Milane ka armaan hain
Mushkil ye avichaar hain.